C Em7
Zara zara abhi baatein suru hi hui
Am7 F
Magar khush hu main aaj kal hmm..
C Em7
Abhi talak meri sham toh aisi naa thi
Am7 F
Jaise halki hai aaj kal
C
Kya hai yeh maajra
Em
Kuch to hai mil raha
F
Ya fir main hi bas mann hi mann
G
Kisse banane laga
C Em
Aise kyun, haan kyun
F
Haan kyun
G
Tu kuch bole naa X2
C
Oh ek din haule se
Em
Tujhse hai ye puchna
F
Raatein teri bhi thodi firozi firozi
G
Si hai bhi kya
C
Ho ek din raat bhar
Em
Jo tu dekhe jaag kar
F
Kehna sapne sawere gulabi gulabi
G
Se hai bhi kya
Dm G
Ho ek din akele mein dil se sochna
Dm G
Ek din akele mein khud se bolna
C
Kya hai yeh maajra
Em
Kuch to hai mil raha
F
Ya fir main hi bas mann hi mann
G
Kisse banane laga
C Em
Aise kyun, haan kyun
F
Haan kyun
G
Tu kuch bole naa X2
C Em
Aise kyun kuch to likhti hoon
F G
Likh ke mitati hoon main raat bhar
C Em
Aise kyun baatein khud ki hi
F G
Khud se chhipati hoon main aaj kal
C
Par ye sab sochna
Em
Dil ko yun kholna
F
Sab kuch keh kar hi
G
Sab ko batana jaroori hai kya
C Em
Aise kyun, haan kyun
F
Haan kyun
G
Kyun he bol naa
C Em
Aise kyun, haan kyun
F
Haan kyun
G C
Kyun he bol naa, bol naa