Capo – 4th Fret
(Am)Â Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa (G) hoga
Teri taqdeer mein (Em) mujhko
Woh ab to likh raha (Am) hoga
(Am) Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa (G) hoga
Teri taqdeer mein (Em) mujhko
Woh ab to likh raha (Am) hoga
(Am) Tera hi bas hona chahoon
(G) Tere dard mein rona chahoon
(F) Tere dil ke in zakhmo pe
(E) Marham main hona chahoon
(Am) Tera hi bas hona chahoon
(G) Tere dard mein rona chahoon
(F) Tere dil ke in zakhmo pe
(E) Marham main hona chahoon
(Am) Kar le kabool khudaya mere (G) sajde
Ab toh (E) naseeb mein mere use (Am) likh de
(Am) Kar le kabool khudaya mere (G) sajde
Ab toh (E) naseeb mein mere use (Am) likh de
(Am) Tu phir na soya hoga
(F) Shayad phir (Am) roya hoga
(Am) Tu phir na soya hoga
(F) Shayad phir (Am) roya hoga
(Am) Aansu meri palkon pe
(F) Yun hi na (Am) aaya hoga
(C) Dena mujhko aawazein
(G) Ya sun meri fariyaadein
(F) Ghere hain mujhko yaadein
(E) Bin tere
(Am) Tujhe hi bas paana chahoon
(G) Khud ko main khona chahoon
(F) Tere dil ke in zakhmo pe
(E) Marham main hona chahoon
(Am)Â Tera hi bas hona chahoon
(G)Â Tere dard mein rona chahoon
(F)Â Tere dil ke in zakhmo pe
(E)Â Marham main hona chahoon
(Am) Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujh se judaa (G) hoga
Teri taqdeer mein (Em) mujhko
Woh ab to likh raha (Am) hoga
(Am) Dil ne ibaadat ki hai
(F) Teri bas (Am) chaahat ki hai
(Am) Dil ne ibaadat ki hai
(F) Teri bas (Am) chaahat ki hai
(Am) Likh aaya arziyon mein
(F) Tujh bin (Am) jeena nahi hai
(C) Mujh mein ab main kahan hoon
(G) Tujh mein rehne laga hoon
(F) Main toh bas jee raha hoon
(E) Bin mere
(Am) Tujhe khwaab mein dikhna chahoon
(G) Teri saans mein khona chahoon
(F) Tere dil ke in zakhmo pe
(E) Marham main hona chahoon
(Am) Tera hi bas hona chahoon
(G) Tere dard mein rona chahoon
(F) Tere dil ke in zakhmo pe
(E) Marham main hona chahoon
(Am) Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa (G) hoga
Teri taqdeer mein (Em) mujhko
Woh ab to likh raha (Am) hoga