Capo – 4th Fret
(C) Tere mere (Am) darmiyaan hain
(F) Baatein (G) ankahi
(C) Tu wahaan hai (Am) main yahaan
(F) Kyun saath hum (G) nahin
(C) (Am) (F) (G)
(C) Tere mere (Am) darmiyaan hain
(F) Baatein (G) ankahi
(C) Tu wahaan hai (Am) main yahaan
(F) Kyun saath hum (G) nahin
(Em) Faisley jo (F) kiye
(Em) Faasley (F) hi mile
Raahein (Dm) judaa kyun ho (G) gayi
Na tu (Dm) ghalat, na main (G) sahi
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (F) mujhe (C) (G)
Le ja (F) mujhe (C) (G)
(C) Thodi si dooriyan hain
(Am) Thodi majbooriyan hain
(F) Lekin hai jaanta (G) mera dil
Ho (C) Ik din toh aayega jab
(Am) Tu laut aayega tab
(F) Phir muskuraayega (G) mera dil
(Em) Sochta hoon (F) yahin
Baithe (Em) baithe (F) yunhi
Raahein (Dm) judaa kyun ho (G) gayi
Na tu (Dm) ghalat, na main (G) sahi
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (F) mujhe (C) (G)
Le ja (F) mujhe (C) (G)
(C) Yaadon se lad raha hoon
(Am) Khud se jhaghad raha hoon
(F) Aankhon mein neend hi (G) nahi hai
Ho (C) tujhse juda hue toh
(Am) Lagta aisa hai mujhko
(F) Duniya meri bikhar (G) gayi hai
Dono (Em) ka tha (F) safar
(Em) Manzilon pe (F) aakar
Raahein (Dm) judaa kyun ho (G) gayi
Na tu (Dm) ghalat, na main (G) sahi
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (C) mujhe saath (Am) tere
Mujhko na (F) rehna saath (G) mere
Le ja (F) mujhe (C) (G)
Le ja (F) mujhe (C) (G)
(Dm) Sunn mere Khuda
Bas itni (G) si meri duaa
Lauta de (C) humsafar mera
Jaayega (F) kuch nahi tera
Tere hi (Dm) dar pe hoon khada
Jaaun toh (G) jaaun main kahan
Taqdeer (C) ko badal meri
Mujhpe (F) hoga karam (G) tera (C)